Being succumb to your thoughts is scary🍁
Enjoy Every Movement of life!
Being succumb to your thoughts is scary🍁
Kapdo pe lagaa daag toh dhul jaata hai
Magar uski khushboo baaki reh jati hai
Jism ke ghaab toh bhar jaate hain
Lekin Dil ke chot nahi bharte hain
Rishtey khatam ho jaati hain
Magar unki nishani reh jaati hai
Log saath chhod dete hain
Lekin yaadein nahi mit ti hain
Manzil se aage bdhkr manzil talash kr
Mile tujhko dariya to samandar talash kar🙌
मन्ज़िल से आगे बढ़कर मन्ज़िल तलाश कर
मिले तुझको दरिया तो समंदर तलाश कर 🙌