Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Safar aur manzil || two line hindi shayari
Safar bnao aisa ke manzile bhi khud kahe
Ke musafir aise hone chahiye..🤞
सफर बनाओ ऐसा के मंज़िलें भी खुद कहें
के मुसाफिर ऐसे होने चाहिए..🤞
Title: Safar aur manzil || two line hindi shayari
Sab sahi hai fir bhi sahi nahi || hindi shayari
Kyu sab sahi hai fir bhi sahi nahi ..
raat bhi h sath bhi h phir bhi vo baat nhi …
Kami bhi hai par kami kuch bhi nahi😶
क्यों सभ सही है फिर भी सही नहीं
रात भी है साथ भी है फिर भी वो बात नहीं
कमी भी है पर कमी कुछ भी नहीं😶




