
ki buniyaad kachi hai
jhootthe rishton aur vaado se door rehne ki baat achhi hai
agar aapas me nafrat ki baat sachi hai
ek baat meri suno jo sachi hai
wafadaari ka jhoottha dhong karne waalo se doori aschi hai

Sukun kaha hai ab aisi aab-o-hawa mein
Chal rahi hai zindagi apni apni wafa mein
Tu wafadar bhi hai aur adakaar bhi e zindagi
Jaan chuka hu tere kirdaar, mein pehli hi dafa mein…💯🍂
सुकूं कहां है अब ऐसी आब-ओ-हवा में,
चल रही है जिंदगी अपनी, अपनी वफा में,
तू वफादार भी है और अदाकार भी ए-जिंदगी,
जान चुका हूं तेरे किरदार, मैं पहली ही दफा में…💯🍂
