
Enjoy Every Movement of life!

Naseeb Apna Hai Ruthe Hue Sanam Ki Tarah
Agar Khushi Kabhi Milti Bhi Hai To Gham Ki Tarah.
Rekhta Pataulvi
Dil to yu hi badnaam hai janaab
Mohabbat to in aankho ki naadani hai.
Ye to nazre milane se nazre churaane tak ka safar hai
Do chahne walo ki ye adhoori kahani hai… 🥀
दिल तो यूँ ही बदनाम हैं जनाब
मोहब्बत तो इन आँखों की नादानी हैं
ये तो नज़रें मिलाने से नज़रें चुराने तक का सफ़र हैं
दो चाहने वालों की ये अधूरी कहानी हैं!! 🥀