
Enjoy Every Movement of life!

Kaash aap samajh paate
Ke maslaah mujhme nahi
Balki aapke mujhe dekhneke
Is Nazariye me hai
Agar aap ise badalde tohh
Shayad mere saath
Aapko duniya bhi acchi lagne lage.
~sjink
Ashiqui ka alam aap kya jano❤️
Deewane ho gaye hain khud k😇
Jo chahne aapko lage hain🙈..!!
आशिकी का आलम आप क्या जानों❤️
दीवाने हो गए हैं खुद के😇
जो चाहने आपको लगे हैं🙈..!!
