Skip to content

Fire on you💥

You are magic. Don’t ever apologize for the fire in you.💥

Title: Fire on you💥

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hunar to hai || two line hindi shayari

Hunar to hai duniya ko moohtod jawab dene ka
Bas muskurane ki jhuthi adakaari nhi aati…🙃

हुनर तो है दुनिया को मुंहतोड़ जवाब देने का
बस मुस्कुराने की झूठी अदाकारी नहीं आती…🙃

Title: Hunar to hai || two line hindi shayari


Ek sakhsh hai || beautiful lines || Hindi shayari

Hajaron khamiyan hai mujhme
Aur mujhe malum bhi hai….
Par ek saksh hai
Nasamajh,
Mujhe behtareen kehta hai…!!❤️

हजारों खामियां है मुझ में ,
और मुझे मालूम भी हैं ….!
पर एक शख्स है
नासमज,
मुझे बेहतरीन कहता है….!❤️

Title: Ek sakhsh hai || beautiful lines || Hindi shayari