Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaad karte hain || love hindi shayari
Tujhe har roz yaad karte hai
Teri tasveer se har roz baat karte hai
Tu khush hai dukhi hai is baat ka bhi pata nahi
Par teri khushi ke liye har roz fariyaad karte hai😊
तुझे हर रोज याद करते है
तेरी तस्वीर से हर रोज बात करते है
तू खुश है दुखी है इस बात का भी पता नहीं
पर तेरी खुशी के लिए हर रोज फरयाद करते है😊
Title: Yaad karte hain || love hindi shayari
khyal tere
ki rasty anjaan koe dr aaj b hone nhi dete
ki rasty anjaan koe dr aaj b hone nhi dete
khoo jaty hia risto mein tab sbr dil pr hone nhi dete
ki……khoo jaty hia risto mein tab sbr dil pr hone nhi dete
or hum aaj b bethe hai tere intezaar mein tere alaba ye dil or dimaag kisi ka hone nhi dete
Atul kumar

