Skip to content

Fursat nahi || Hindi shayari

Tanhai aur dard ka aalam tum kya samjhoge
Tumhe to ashq bahane se fursat nahi
Kisi ke dil ki halat tum kya samjhoge
Tumhe to ilzaam lagane se fursat nahi ✌️😕

तन्हाई और दर्द का आलम तुम क्या समझोगे,
तुम्हे तो अश्क बहाने से फुर्सत नहीं।
किसी के दिल कि हालत तुम क्या समझोगे,
तुम्हे तो इल्जाम लगाने से फुर्सत नहीं।✌️😕

Title: Fursat nahi || Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dard dene wala || sad but true lines || hindi shayari

Hindi dard shayari || Dard dene wala bhi bhut kuch sikhakar jata hai
Or agar dard mein likhna sikh lo to vo dwa ban jata hai..!!
Dard dene wala bhi bhut kuch sikhakar jata hai
Or agar dard mein likhna sikh lo to vo dwa ban jata hai..!!

Title: Dard dene wala || sad but true lines || hindi shayari


Pyar karne wala || love Hindi shayari

Upar wale ne mera naseeb bahut soch samajhkar likha hai🥀🥀
Kyunki sabko nahi milta tumhare jaisa pyar karne wala❤️❤️

ऊपर वाले ने मेरा नसीब बहुत सोच समझकर लिखा है🥀🥀
क्योंकि सबको नहीं मिलता तुम्हारे जैसा प्यार करने वाला❤️❤️

Title: Pyar karne wala || love Hindi shayari