Enjoy Every Movement of life!
Wo puchhna ye tha ki
Kaha masroof ho gaye ho tum aajkal
Ab to dil dukhane bhi nahi aate🙃
वो पूछना ये था कि
कहाँ मशरूफ हो गए हो तुम आजकल
अब तो दिल दुखाने भी नही आते🙃
Mere jazbaat mere dil ki harr baat kehte hai hamesha
Bass lafzo se hi izhaar nhi hota 🥀
मेरे जज़्बात मेरें दिल की हर बात कहते हैं हमेशा
बस लफ़्ज़ों से ही इज़हार नहीं होता।।🥀
