
Dil harde nhi c piche kise dukki tikki..!!
Sanu chahun valeya di vi koi kami Na c sajjna
Kade sochi gall tere te hi aa ke kyu mukki..!!

Sb Cheez ka ek wakt hota hai😕
Bachpan ko hi Lelo 🤪
Kya dukh Kya dard 🫣
Sb side pe bs dosto sang khelo🤗
Maasum woh bacche jisne Kabhi kuch na jhela🤓
Unke liye toh hota Har ek din
Khusiyon ka Mela😇
Or baap Ki Jeb Puri bazar 🤪
Or maa Ki kitchen koi Khano ka thela🍗🍔🍟🌭
Woh laamhe woh pal v Anmol hote 😊
Jab koi daat v de toh maa K Godi me jaake rote🥲🥹
Or woh raate v bdi anokhi bin Kahaani sune Kabhi na sote😊
Krte msti Majak or shaitaniya🫣😅
Phir v Masum ban rote🥹
Or un Bdo ka kehna chordo inko
Chlne do bacche toh aise hi hote🫡🤓
Wakt ne wakt hi bdl Diya😢
Ab toh bs yeh Soch K sote kat jaati raate😕
Kash woh Bachpan k wakt firse Laut aate
Sachi mohobat kaha hai aaj ke zamane me
yaha pyar roj bikta hai mehkhane me
सची मोहबत कहा है आज के जमाने मे,
यहाँ प्यार रोज बिकता है मेहखाने में