Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaha tum ho || LOVE HINDI SHAYARI || Hindi shayari
Safar wahi tak yaha tum ho,
Nazar wahi tak yaha tak tum ho,
Vese to hazaron phool khilte hain gulshan mein magar,
Khushboo vahi takk yaha tak tum ho 💕
सफर वही तक जहाँ तक तुम हो,
नज़र वही तक जहाँ तक तुम हो,
वैसे तो हज़ारों फूल खिलतें हैं गुलशन में मगर,
खुशबू वही तक जहाँ तक तुम हो।💕
Title: Yaha tum ho || LOVE HINDI SHAYARI || Hindi shayari
Dilda hal || Shayari hindi true lines
Thukra k usne mujhse kaha hasdo
maine bhi has diya kyuki sawal unki khushi ka tha
Maine to wo khoya jo mera tha hi nahi
usne wo khoya jo sirf usi ka tha….


