Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tum aati rahana
Ek khayal aaya man main zindagi bhar na sahi,
Kuch paal ke liye dil main khushi ke pal late rahana..||
Chahe vo khushi ya phir gam,
Aiysas tumhari maujudagika mujhe satate rahana..||
Kehana ye hai ki hame nind ayye ya na aaye,
Tum sapanome aate rahana..||
Title: Tum aati rahana
Dil lagane ke kabil || two line shayari
Khoobsurat bohot hai tu lekin, dil lagane ke kabil nahi hai…..
Aur Nigahon sa tere mujrim koi katil nahi hai…
खूबसूरत बहुत है तू लेकिन, दिल लगाने के काबिल नही है..
और निगाहों सा तेरे मुजरिम कोई कातिल नहीं है…



