Skip to content

Gumnaam || punjabi shayari || ghaint status

Mein gumnaam hi changa haan
Jekar naam hoyia
Taan koi mashoor badnaam hovega✌️

ਮੈਂ ਗੁੰਮਨਾਮ ਹੀ ਚੰਗਾ ਹਾਂ
ਜੇਕਰ ਨਾਮ ਹੋਇਆ
ਤਾਂ ਕੋਈ ਮਸ਼ਹੂਰ ਬਦਨਾਮ ਹੋਵੇਗਾ✌️

Title: Gumnaam || punjabi shayari || ghaint status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ek rishta pyaar ka || rishta shayari

Rishta ho pyaar ka,ya nafrat ka

Rishta ho dard ka,ya ho mohabbat ka

Rishta toh hamesha rehta hai khaas

Chahe kitna bhi dur ho ya paas

Jaane waale to chale jaate hain

Todne waale toh Tod dete hain

Lekin jo aakhir main reh jaata hai woh hai rishta.pyaar ka rishta,dil ka rishta.

Jaruri nahi rishtey ka koi naam ho

Ya Koi daam ho

Bas ho bedaag,maasum aur pyaara

Hamaare jeene ka sahara

Jo rahe dil ki dhadkan main

Yeh dikhne wala cheez nahi yeh toh logon ko jodta hai atoot bandhan main

Title: Ek rishta pyaar ka || rishta shayari


vekh ke dildaara || 2 lines punjabi status

VEKH KE DILDAARA || 2 LINES PUNJABI STATUS
Vekh ke dildaara nu muh
fer ke ni langhi da
sajjna ve sajjan ban ke
sajjan ni thhaggi da