Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
me or tum
ek me hu or ek tu hai..
ki..ek me hu or ek tu hai ..
hum dono hai ek dusre se.
me or tum se hum hai..
har gadi har pal har kadam hai…
tum hu per khatam hai meri saari hadein mohobbat ki..
kee…tum hi pr khatam hai meri saari hade mohobbat ki..
tum se…tum mee…tum hi pr khatam ho jaati hai duniya merii…
-shay
Title: me or tum
Shayri attitude || udh rahe kabootar
Udh rahe kabootar shehar me
enhe shant kaun karega
yadi ham shareef ho gaye
to kaandd kaon karega
उड़ रहे कबूतर शहर में,
इन्हे शांत कौन करेगा;
यदि हम शरीफ हो गए,
तो कांड कौन करेगा।
