Skip to content

hamaaree tadap to || Love hindi shayari

hamaaree tadap to kuchh bhee nahin hai hujur,
suna hai ki aapake didaar ke lie to aaina bhee tarasata hai…

हमारी तडप तो कुछ भी नहीं है हुजुर,
सुना है कि आपके दिदार के लिए तो आइना भी तरसता है…

Title: hamaaree tadap to || Love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bahut bahut shukriya || alone hindi shayari

BAHUT BAHUT SHUKRIYA || ALONE HINDI SHAYARI
Bahut bahut shukriya tera mujhe ishq ka marz karne ke liye
or mubarak ho tumhe mera naam mardo me darj karne ke liye
arey tu hi hai jo mujhe khaali
samay me bhi yaad nahi karti
or mai waqt dhoondta hu beeti yaado par kharch karne ke liye




Sazaa sunaa chuke ho || 2 lines hindi status

sazaa suna hi chuke ho toh haal mat pochhna
agar ham beksoor nikle toh tumhe taqleef hogi

 ਸਜਾ ਸੁਨਾ ਹੀ ਚੁਕੇ ਹੋ ਤੋ ਹਾਲ ਮਤ ਪੂਛਨਾਂ,
ਅਗਰ ਹਮ ਬੇਕਸੂਰ ਨਿਕਲੇ ਤੋ ਤੁਮਹੇ ਤਕਲੀਫ ਹੋਗੀ ।❤️

Title: Sazaa sunaa chuke ho || 2 lines hindi status