Enjoy Every Movement of life!
Ae Be-khabar Mere Hal Se Mere Dard Ko Samajh Aese Dur Na ja_
Tere liye Duniya Thukra-e Hain, Jara Pass To Aaa_
Nazar ko Ghuma Ek Maiyat Uthi hai kon hai Jara Dekh To ley_
Ae Mere Mehaboob Ye Log Mujhe Dafnane Le ja Rahe hai, Aapne Ashiq ko Rok To ley_
Agar Bikne Pe Aa Jao Toh Ghat Jate Hain Daam Aksar,
Na Bikne Ka Iraada Ho Toh Keemat Aur Barhti Hai.
अगर बिकने पे आ जाओ तो घट जाते हैं दाम अक्सर,
न बिकने का इरादा हो तो क़ीमत और बढ़ती है।
