Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hindi sharaab shayari || me pee leta
में तोड़ लेता अगर तू गुलाब होती
में जवाब बनता अगर तू सवाल होती
सब जानते है में नशा नहीं करता
मगर में पी लेता अगर तू शराब होती
Mein tod leta agar tu Gulab hoti
Mein jabaab deta agar tu Sawal hoti
Sab jante hai mein Nasha nahi karta
Magar mein pii leta agar tu Sharab hoti…
Title: Hindi sharaab shayari || me pee leta
Teh hota hai unka door jana || hindi shayari || best lines

Uche jinke naseeb huya karte hain..!!
Teh hota hai unka door ho jana
Jo dil ke bhut kareeb huya karte hain..!!
