Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mujhse Judai Na Maang || Koshish hindi shayari
Koshish To Hoti Hai Ki Teri Har Khwahish Poori Karun
Par Darr Lagta Hai Ki Tu Khwahish Mein Mujhse Judai Na Maang Le!
Title: Mujhse Judai Na Maang || Koshish hindi shayari
Akhein bhi khoob byan karti hain || hindi shayari || true shayari
Har baat ko byan karne ke liye lafaz zaroori to nahi
Kuch baton ko ankhein bhi khub byan karti hain..!!
हर बात को बयान करने के लिए लफ्ज़ ज़रूरी तो नहीं
कुछ बातों को आँखें भी खूब बयान करती हैं..!!

