Find your happiness..
Dont chase them….😇✌
Enjoy Every Movement of life!
Find your happiness..
Dont chase them….😇✌
Tere aankhon se bahein ek ek qatre ki qeemat
iss jahaan ki saari daulat bhi nahi chuka sakti ke
tere labon pe muskurahat ye puri qainaat khareed sakti hai.
Adhoore milan ki aas hai Zindagi
Sukh-dukh ka ehsaas hai Zindagi
Fursat mile toh khwabon mein aaya karo
Aapke bina badi udaas hai Zindagi❤️
अधूरे मिलन की आस है ज़िन्दगी
सुख दुख का अहसास है ज़िन्दगी
फुर्सत मिले तो ख्वाबों में आया करो
आपके बिना बड़ी उदास है ज़िन्दगी❤️