Skip to content

Har chehre me teri pehchaan || sad shayari

Har chehre me teri Pehchaan dhund lete hai

Falak par jakar tere nishaan Dhund lete hai

Kholte hai jab bhi Sandook Teri bhikhari yaado ke

Har khone me Tera diya samaan dhund lete hai.

Title: Har chehre me teri pehchaan || sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt aur dost || hindi shayari

Waqt aur dost hame yuhi mil jate hain,
Lekin waqt ka pata tab chalta hain,
Jab ye hamse dur chale jate hain.💯

Title: Waqt aur dost || hindi shayari


Woh shmaa ki mehfil || Love Shayari in Hindi

वो शमा की महफ़िल ही क्या,
जिसमे दिल खाक ना हो,
मज़ा तो तब है चाहत का,
जब दिल तो जले, पर राख ना हो

Title: Woh shmaa ki mehfil || Love Shayari in Hindi