Skip to content

Har us shaks se || Kismat shayari hindi

Har us shaks se door hua hun
jiske paas Jane ki koshish ki hai maine

Title: Har us shaks se || Kismat shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Wajha tum bano.

Kisi ki muskurahat ki wo wajha tum bano,

Gham ke raste me khushi ka wo sahara tum bano,

Sacche ashiq ki wo chahat tum bano

Kuch bano na bano tum shakeer, lekinn us bewafa ko wafa sikhane ki wajha tum bano.

Title: Wajha tum bano.


Nazar || love Hindi shayari

Nazar ko nazar 👀ki khabar na lage
Koi ascha bhi is kadar na lage😉
Aapko😇 dekha hai bas us nazar se
Jis nazar 👀se aapko 💕 nazar na lage..

नज़र को नज़र 👀की खबर ना लगे
कोई अच्छा भी इस कदर ना लगे😉 
आपको😇 देखा है बस उस नज़र से
जिस नज़र👀 से आपको💕 नज़र ना लगे।

Title: Nazar || love Hindi shayari