Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Madad || two line shayari
Nhi aata hai koi kaam me, madad dene ko
Har koi aa jaata hai nakami ka laqab dene ko💯
Title: Madad || two line shayari
Zindagi ka safar❤️ || hindi shayari
Kuch der ke safar mein kya rakha hai
Kabhi zindagi ke safar mein aake dekho☺️
Vo lamhe nahi bhool payoge
Jo hmare sath safar mein bitayoge 🤭
कुछ देर के सफर में क्या रखा है
कभी जिंदगी के सफर में आके देखो☺️
वो लम्हे नही भूल पाओगे
जो हमारे साथ सफर में बिताओगे 🤭

