Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Nazneen ishq || love shayari
Ye pyar hai pyar
Waqt waqt pe imtehan leta hai…
dusre ke khusi ke liye
Kabhi kabhi bewajah inzam deta hai…
Nayab hai ye ehsas ,
Esmein fiza he lagti kuch rangeen hai…
Dil ke darbar mein amer na fakir koi
Yahi baat mohabbat ke sabse Nazneen hai…
Title: Nazneen ishq || love shayari
zindagee ne aaj || Intezaar shayari hindi
zindagee ne aaj kah diya hai mujhe,
kisee aur se pyaar hai,
meree maut se poochho,
ab use kis baat ka intazaar hai…
ज़िन्दगी ने आज कह दिया है मुझे,
किसी और से प्यार है,
मेरी मौत से पूछो,
अब उसे किस बात का इंतज़ार है…
