
Tenu takkeya tere ch hi nigah leen ho gayi
Berang jehi eh duniya rangeen ho gayi
Zind sajjna haseen ton haseen ho gayi..!!

तुम पूछते थे न किअगर यूँ होता तो क्या होतासुन ले- ऐ ग़ालिब,आज तू होता तो बहुत रोताबड़े महलों के सामनेइंसानी वजूद भी पड़ गया छोटाजहाँ वो अमीर प्लेट फेकतावहीं मैं गरीब भूखा सोता
Tere aane ki khushi likhi hai meine
Tere hone ka ahesaas likha hai
Teri har baat ka jawaab likha hai meine
Shuru se anth tak tere saath rahene ka ek khubsurat safar likha hain
Teri julfo ka vo savaarna likha hai meine
Teri har aada ka ijhaar likha hai meine
Tere saath rahena likha hai meine
Tera meri zindagi mei hona hi kimti hain isliye rab se koi fariyaad nhi likhi hai meine……