Skip to content

Hasne ki wajah || two line shayari || hindi shayari

Chalo hassne ki koi wajah dhundte hain
Jidhar na ho koi gam vo jgah dhundte hain ❤

चलो हँसने की कोई,हम वजह ढूंढते हैं।
जिधर न हो कोई गम वो जगह ढूंढते है॥❤

Title: Hasne ki wajah || two line shayari || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Apna aashiyaana bna diya

Hum dono ke rahein alag alag the

Phir bhi milkar ek raaste bana diya

Manzilein kaahe dur khade the

Aur phir bhi hum ne khawaboo mein apna ek aashiyana bana diya

Title: Apna aashiyaana bna diya


Dil jakhmi

Dil jakhmi h …jakham mila kisi apne se h!!

Saza bina gunah ki h..saza Dene wala hi asli guneghar h!!

Baat bs waqt ki h…tu Aaj krke har sitam ..kl ka intzar hume bhi h..

Aankho se aansu na nikl jaye toh humara naam badal dena..

Hum tujhe itna yaad aayenge..

Pr frbhi tere paas na aayenge..

Jaa tujhe aazad kiya …Har dua me tera naam liye jayenge..

Title: Dil jakhmi