Skip to content

Umran-tak-nibhawange-punjabi-true-love-shayari

Title: Umran-tak-nibhawange-punjabi-true-love-shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Vanjha kar ke deed to || sad in love shayari

Vanjha kar ke deed apni ton jhalleyan nu tadpawe kyu😒
Nede rakh ke dil de pehla door hun das jawe kyu💔..!!

ਵਾਂਝਾ ਕਰ ਕੇ ਦੀਦ ਆਪਣੀ ਤੋਂ ਝੱਲਿਆਂ ਨੂੰ ਤੜਪਾਵੇਂ ਕਿਉਂ😒
ਨੇੜੇ ਰੱਖ ਕੇ ਦਿਲ ਦੇ ਪਹਿਲਾਂ ਦੂਰ ਹੁਣ ਦੱਸ ਜਾਵੇਂ ਕਿਉਂ💔..!!

Title: Vanjha kar ke deed to || sad in love shayari


Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari

Dard do dilon ka raasta hota hai,
Kise rishte ka mohtaj nahi.
Dard do dildaron ki masoomiyat batata hai,
Kisi raees ki pehchan nahi.
Dard ko thodi hamdardi chahiye,
Dard ko choti tasalli chahiye,
Kisi kagaz ki mohar nahi.
Halki si thandi hawaein mangta hai,
Sath hone ka ehsas mangta hai,
Kisi khazane ki chamak nahi.

Title: Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari