Skip to content

Heer ya hoor || love punjabi shayari || two line shayari

Akhan which laali,Chehre te noor,Tu das tenu ki kavan,Heer ya Hoor ?

ਅੱਖਾਂ ਵਿੱਚ ਲਾਲੀ ਚਿਹਰੇ ਤੇ ਨੂਰ, ਤੂੰ ਦੱਸ ਤੈਨੂੰ ਕੀ ਕਹਾਂ ਹੀਰ ਜਾਂ ਹੂਰ?

Title: Heer ya hoor || love punjabi shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dooriyan || sad hindi shayari

Vo bichad ke humse ye dooriyan kar gyi,
Na jane kyu ye mohobbat adhuri kar gyi,
Ab humein tanhayian chubti hai to kya hua,
Kam se kam uski sari tammanayein to poori ho gyi…

वो बिछड़ के हमसे ये दूरियां कर गई,
न जाने क्यों ये मोहब्बत अधूरी कर गई,
अब हमे तन्हाइयां चुभती है तो क्या हुआ,
कम से कम उसकी सारी तमन्नाएं तो पूरी हो गई..

Title: Dooriyan || sad hindi shayari


Aaj kal pata nahi kyu laghta

 Aaj kal pata nahi kyu laghta nahi sukoon jaisa, laghta hai ki sabka soch ke hi tune tera din banaya hai aisa, koi tujhe samjhta nahi ye baat tu maan ke chalna, koi tujhe chahiye nahi ye baat tu thaan ke chalna

Kyuki

Tere liye tu jo hai tere liye dujhe kon? Tera hai ye safar ispe nahi hai kisi ko haq, tu kaisi hai, who can judge? Tera dil bole tujhko, tera hai ek lamba safar, tujhe rukna nahi itni jald, aage hai kaafi kuch tere liye, bas tu sabr rakh.

Title: Aaj kal pata nahi kyu laghta