
agar fir se wo chandani raat aa jaye
kya batau tumko
ki kya halaat hai mere
arey kya batau tumko ki kya halaat hai mere
bas band kamre me ro leta hun jab tumhari yaad aa jaye
Enjoy Every Movement of life!

Kisi or ki taraf nazar kaise karun
unhe jo chahiye uss per to hukumat
tumhari hai… ❤️
किसी और की तरफ़ नज़र कैसे करूँ
उन्हें जो चाहिए उस पर तो हुकूमत तुम्हारी है…❤️
