Skip to content

Hindi love Shayari || qayaamat toot padatee

qayaamat toot padatee hai zara se honth hilane par,
jaane kya hasr hoga jab vo khulakar muskuraayenge…

क़यामत टूट पड़ती है ज़रा से होंठ हिलने पर,
जाने क्या हस्र होगा जब वो खुलकर मुस्कुरायेंगे…💓

Title: Hindi love Shayari || qayaamat toot padatee

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jeene ki dua || sad but true || hindi shayari

Ham fakeero se kya puchhte ho dastan-e-mohabbat❣️
Hm to bewafao ko bhi jeene ki dua dete hai🙂

हम फकीरों से क्या पूछते हो दास्तां-ए-मोहोब्बत❣️
हम तो बेवफ़ाओं को भी जीने की दुआ देते हैं🙂

Title: Jeene ki dua || sad but true || hindi shayari


Bewafa hindi shayari || mujhe nazar andaaz karke

Mujhe nazar andaaz karke
bhi meri mohobat se khud
ko tu na bacha saki
arey mujhse bewafayi
karke bhi tujhe kuch mila nahi
par kisi aur se dil laga ke bhi tu kuch na paa saki