Skip to content

Hindi motivational shayari || two line shayari

Jeet hasil karni ho to kabiliyat bdhayo
Kismat ki roti to kutto ko bhi mila karti hai🙌

जीत हासिल करनी हो तो क़ाबिलियत बढ़ाओ
क़िस्मत की रोटी तो कुत्तों को भी मिला करती है🙌

Title: Hindi motivational shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bure wqt me badle hue log || 2 lines life truth hindi

Bure waqt to badal jaata hai
lekin bura waqt aur bure waqt me badle huye insaan yaad reh jaate hai

बुरे वक्त तो बदल जाता हैं,
लेकिन बुरा वक्त और बुरे वक्त मे बदले हुए इंसान याद रह जाते हैं।

Title: Bure wqt me badle hue log || 2 lines life truth hindi


Dil mein jagah || Urdu Ghazal or Shayari

DIL MAIN JAGAAH TO DE HI DI HUM NE UNHE

KAASH !!! QADAR KAR LETE WO BHI JO HAQUE DIYE HUM NE UNHE

دل میں جگہ تو دے ہی دی ہم نے انھیں
کاش !!! قدر کرلیتے وہ بھی جو حق دیے ہم نے انھیں

Title: Dil mein jagah || Urdu Ghazal or Shayari