Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines
na koi kisi se door hota hai
na koi kisi ke kareeb hota hai
wo khud he chal ke aata hai
jo jiska nasib hota hai….😇
न कोई किसी से दूर होता है
न कोई किसी के करीब होता है
वो खुद ही चल के आता है
जो जिसका नसीब होता है 😇
Title: Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines
Tumhe paane ki dua || love hindi shayari
Tumhe chaha to kya khata ki hmne
Ek tere liye duniya bhula di hmne
Fir bhi tum rakhte ho sikayat hmse
Sajdo me tumhe paane ki dua ki hmne❣️
तुम्हे चाहा तो क्या खता की हमने
एक तेरे लिए दुनियां भुला दी हमने
फिर भी तुम रखते हो शिकायत हमसे
सजदों में तुम्हे पाने की दुआ की हमने❣️
