Skip to content

Hindi shayri || Two line shayari

मैं खिल नहीं सका कि मुझे नम नहीं मिला,
साक़ी मिरे मिज़ाज का मौसम नहीं मिला।🤎

Title: Hindi shayri || Two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dard❤️‍🩹 | Or phir maine use kabhi nhi dekha,

Or phir maine use kabhi nhi dekha,

Aakhon mein aansu liye use khush rehne ko likha,

Haan Mere alfaaZ kadak toh the, usne mere kadak alfaaz toh dekha pr unke piche chupe dard ko nhi dekha🥀

Title: Dard❤️‍🩹 | Or phir maine use kabhi nhi dekha,


Me apni raah alag || Hindi shayari

Main Apni Raah Alag Khud Banake Chalta hoon
Wo Aur Honge Jo Naqshe Qadam Pe Chalte Hain.
Rekhta Pataulvi

Title: Me apni raah alag || Hindi shayari