
dil toot k bikhar jaat hai..
fir bhi muskuraan padhta hai..
kabhi kabhi apno ki khushi k liye
har dard sehna padhta hai
Enjoy Every Movement of life!


Khushiyon se bhara har pal hota hai
Zindagi mein sunehra har kal hota hai
Milti hai kaamyaabi usko jinke
Sar par pita ka hath hota hai..🥀
खुशियों से भरा हर पल होता है,
ज़िन्दगी में सुनहरा हर कल होता है,
मिलती है कामयाबी उन को जिनके,
सर पर पिता का हाथ होता है..!!🥀