Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Na Mohobbat dubara huyi || sad but true || hindi shayari
Naa Jakham bhare, naa Sharab sahara huyi
Naa Tum loute, naa Mohabbat dobara huyi!💯💔
ना जख्म भरे, ना शराब सहारा हुई
ना तुम लौटे, ना मोहब्बत दोबारा हुई !💯💔
Title: Na Mohobbat dubara huyi || sad but true || hindi shayari
Nazariya
Kaash aap samajh paate
Ke maslaah mujhme nahi
Balki aapke mujhe dekhneke
Is Nazariye me hai
Agar aap ise badalde tohh
Shayad mere saath
Aapko duniya bhi acchi lagne lage.
~sjink

