Dil Behlane Ke Liye Hi Guftgu Kar Liya Karo Janab
Maloom To Humein Bhi Hai Ki Hum Aapko Achhe Nahi Lagte!
Dil Behlane Ke Liye Hi Guftgu Kar Liya Karo Janab
Maloom To Humein Bhi Hai Ki Hum Aapko Achhe Nahi Lagte!

Nazro ko tere pyar se inkar nhi hai
Ab mujhe kisi aur ka Intezaar nhi hai
Mein Khamosh hu to vo vajood hai mera
Lekin tum ye na,samjhna mujhe tumse pyar nhi hai🥰
नज़रो को तेरे प्यार से इंकार नही है,
अब मुझे किसी और का इंतज़ार नही है,
मैं खामोश हूँ तो वो वजूद है मेरा,
लेकिन तुम ये न समझना मुझे तुमसे प्यार नही है।🥰