Naye deewano ko dekhein to khushi hoti hai
Ham bhi aise hi the jab aaye the veerane me🍁
नए दीवानो को देखें तो खुशी होती है
हम भी ऐसे ही थे जब आये थे वीराने में🍁
Enjoy Every Movement of life!
Naye deewano ko dekhein to khushi hoti hai
Ham bhi aise hi the jab aaye the veerane me🍁
नए दीवानो को देखें तो खुशी होती है
हम भी ऐसे ही थे जब आये थे वीराने में🍁

Koun rakhega yaad hame is daur-e-khudgarzi mein
Haalat aise hai ki logo ko khuda yad nahi rehta💯
कौन रखेगा याद हमे इस दौर-ए-खुदगरज़ी में
हालत ऐसे है कि लोगो को खुदा याद नहीं रहता💯