Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ashq bheegey || Afsaany
ashq bheege raat sunehri khyaal begane
uski chahat me likhe h sb afsaane
khwaboon ki chadr aurre howe
yeh bekhud se ahbaab hamare
essa kya howa jo shyr howe
kese bne tm drd k maare
riwayat h logoon ki bichar jaane ki
younhi badnaam howe raqeeb saare
koi ilaaj nhi ab iss mrz ka
sadaa bahar rahe bs dil hamare
saaqi pilaao aaj subh hone tk
bikhar rahe h sb gum naam sitaare
Title: Ashq bheegey || Afsaany
jazbaat || punjabi shayari || sad but true || love status
Khaure ohnu samjh na aawe ehna di
Izhaar akhiyan de naal hi mein kar dindi Haan..!!
Ik ohde sahwein metho kuj bol na howe
Unjh jazbata naal varke mein bhar dinndi Haan🍂..!!
ਖੌਰੇ ਉਹਨੂੰ ਸਮਝ ਨਾ ਆਵੇ ਇਹਨਾਂ ਦੀ
ਇਜਹਾਰ ਅੱਖੀਆਂ ਦੇ ਨਾਲ ਮੈਂ ਕਰ ਦਿੰਦੀ ਹਾਂ..!!
ਇੱਕ ਉਹਦੇ ਸਾਹਵੇਂ ਮੈਥੋਂ ਕੁਝ ਬੋਲ ਨਾ ਹੋਵੇ
ਉਂਝ ਜਜ਼ਬਾਤਾਂ ਨਾਲ ਵਰਕੇ ਮੈਂ ਭਰ ਦਿੰਦੀ ਹਾਂ🍂..!!
