Skip to content

I am this type of person || English quotes

English quotes || I am this type of person



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


KOI SHIKWA NAHI || 2 lines sad status

Unjh koi shikwa nai tere jaan ton
bas ik dil rehnda udaas tere jaan ton

ਉਂਝ ਕੋਈ ਸ਼ਿਕਵਾ ਨਹੀਂ ਤੇਰੇ ਜਾਣ ਤੋਂ
ਬਸ ਇਕ ਦਿਲ ਰਹਿੰਦਾ ਉਦਾਸ ਤੇਰੇ ਜਾਣ ਤੋਂ

Title: KOI SHIKWA NAHI || 2 lines sad status


Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari

Dil toh har roz toota hai,
Bas awaz nahi ati.
Cheeq toh har roz nikalti hai,
Bas sunayi nahi deti.
Ek safar hi toh hai,
Naya sabera – nayi umeed,
Naye rasta – nayi mushkil,
Phir raat – phir wahi halat.
Umeedien toh khwab mein bhi nahi ati.
Manzil toh har baar dur hoti hai,
Thakan bhi toh har roz hoti hai.
Bas musafir ruk nahi sakti.

Title: Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari