Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tadpan || hindi shayari || true lines
Tadpna kya hota hai usse se pucho
Jiske pass sab kuch hai par vo nhi
Jiski use khashish hai….🥺✨🖤
HAZAR HASRATEIN THI HAMARI BHI DIL ME KBHI…
TUM AKELE NHI GAYE, HASRATEIN BHI LE GYE…
Title: Tadpan || hindi shayari || true lines
Ab na gila, na sikwa, na koi kahani hai, || Sad shayri
Ab na gila, na sikwa, na koi kahani hai,
Chhod diya parwah karna, jinko isse bhi pareshani hai.



