Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
ek shAkhs || hindi love shayari
woh jisko aankh bhar k mene dekha bhi nhi hai
woh shaks meri ankhon mein itna samaya hua hai
dil bhot qeemti hai mera har ksi ko nhi basati
sadiyon se sirf ek hi shaks ko basya hua hai ❤️
वो जिसको आंख भर के मैने देखा भी नही
वो शख्स मेरी आँखों में इतना समाया हुआ है
दिल बहुत कीमती है मेरा हर किसी को नही बसाती
सदियों से सिर्फ एक ही शख्स को बसाया हुआ है ❤️
Title: ek shAkhs || hindi love shayari
Wo bhool gaye ki || sad and love hindi shayari

jab wo roothte the to manaya kisne tha..
aj wo kehte hai ki wo bahut bhoobsurat hai..
shayd wo bhool gaye ki bataya kisne tha
