Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Teri Meri Kahani || Hindi shayari
Teri yaadon me dil dooba rehta hai
inn labo pe bs tera naam behta hai
tere binn aadhori meri saari kaahani
jaise tu namak or me samundar ka paani
Teri Meri Kahani
Teri Meri Kahani
Title: Teri Meri Kahani || Hindi shayari
Mohobbat || Love Shayari in Hindi || mohobbat shayari
Koi Chand se mohobbat karta hai
Koi suraj se mohobbat karta hai
Koi unsemohobbat karta hai
Jo humse mohobbat karta hai🥀
कोई चाँद से मोहब्बत करता है,
कोई सूरज से मोहब्बत करता है,
हम उनसे मोहब्बत करते हैं,
जो हमसे मोहब्बत करता है।🥀

