
Meri kade na shuttan vali aadat vang e..!!
Enjoy Every Movement of life!

Teri mohabbat ke karzo mai itna doop gaya hu,
Ki byaaz bhi chukana namumkin ho gaya hai
Mere dil ki hasraton ki awaz ho tum
Mere har haseen lamho ka hisaab ho tum 😍
Jis ke naam se halchal si mach jati hai mere dil mein
Meri zindagi ka vo khubsurat sa khuab ho tum!!🥰
मेरे दिल की हसरतों की आवाज हो तुम,
मेरे हर हसीन लम्हों का हिसाब हो तुम,😍
जिस के नाम से हलचल सी मच जाती है मेरे दिल मे,
मेरी जिंदगी का वो खूबसुरत सा ख़्वाब हो तुम!!🥰