If you ever think I am ignoring you,
I swear I am
My phone is in my hand 24×7.
If you ever think I am ignoring you,
I swear I am
My phone is in my hand 24×7.
Jo tumhara hamara ek tha,
Wo samay pyara har ek tha,
Bas ab tumhare paas samay nahi,
Aur hamare paas tum nahi💔
जो तुम्हारा हमारा एक था,
वो समय प्यारा हर एक था,
बस अब तुम्हारे पास समय नहीं,
और हमारे पास तुम नहीं💔
Gairon se naata jodkar kaha apno se rishte bante hain,
Naata toot jaye kisi se to log bhi tanj kaste hain
Doori bna kar rehne par bhi rahat aur chain kaha
Mere halat par dekho ye duniya bhar ke log haste hain….🙃💔
गैरों से नाता जोड़कर कहां अपनों से रिश्ते बनते हैं,
नाता टूट जाए किसी से तो लोग भी तंज कसते हैं,
दूरी बना कर रहने पर भी राहत और चैन कहां,
मेरे हालात पर देखो ये दुनिया भर के लोग हंसते हैं….🙃💔