Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Uski raah dekha karte hain || hindi love shayari
Khuda ke bahane uski raah dekha karte hai
Naumeed mein umeed jagane har khuaab mein use dekha karte hai❤
खुदा के बहाने, उसकी राह देखा करते है।।
नाउम्मीद मे उम्मीद जगाने, हर ख्वाब मे उसे देखा करते है।।❤
Title: Uski raah dekha karte hain || hindi love shayari
Tute dilko jodna sikliya hamne.
Tute dilko jodna sikliya hamne.
Bewafao se bhari is duniya me bhi wafa karna sikliya hamne.
Hasi ke piche ansu chupana bhi sikhliya hamne.
Badi azmaisho ke baad shakeer, aaj sahi hamsafar chunliya hamne.

