Skip to content

Ik geet yaara te || punjabi yaari shayari

Ik geet yaara te likhna aa
hor kai visheyaa te likh laye ne
geetkaar kahaunda ajhkal me
tarja vich akhar banne sikh laye ne

ਇੱਕ ਗੀਤ ਯਾਰਾਂ ਤੇ ਲਿਖਣਾ ਆ
ਹੋਰ ਕਈ ਵਿਸ਼ਿਆਂ ਤੇ ਲਿਖ ਲਏ ਨੇ
ਗੀਤਕਾਰ ਕਹਾਉਂਦਾ ਅੱਜਕਲ੍ਹ ਮੈ
ਤਰਜਾ ਵਿਚ ਅੱਖਰ ਬੰਨ੍ਹਣੇ ਸਿੱਖ ਲਏ ਨੇ..!!

Harwinder likhari

Title: Ik geet yaara te || punjabi yaari shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ik taraf lahlahat chaman zindagi || Hindi latest shayari

Zindagi

Ik Taraf Lahlahata Chaman Zindagi
Ik Taraf Hai Khizaan Aur Ghutan Zindagi

Ik Taraf Himmat-O-Hausla ,Azm Bhi
Ik Taraf Uljhanein Aur Thakan Zindagi

Zindagi Aik Paheli Hai Aur Khud Hi Hal
Ab Kaho Kya Hai Aye AhleFan Zindagi

Neend Bhi Khawaab Bhi Aur Tabeer Bhi
Ik Tilasm-e-Purasraar-O-Fan Zindagi

Saltnat ,Takht-O-Taaj Aur Shahanshah Bhi
Tauq, Zanjeerein ,Daar-O-Rasan Zindagi

Sarhadon Par Nigehbaan Bhi , Ghaat Bhi
Maujzan Zindagi , Dilshikan Zindagi

Ye Hi Jashn-O-Charaaghaan Hai Aur Qahqahe
Maatam-O-Marsia , Nauhazan Zindagi

Ye Hi Shatranj Ke Mohre , Ye Hi Bisaat
Haar Aur Jeet Ka Air Chalan Zindagi

Rahguzar Bhi Hai Raahi Bhi Manzil Bhi Khud
Raahbar Bhi Zindagi Raahzan Zindagi

Khud Haqiqat Hai Aur Khud Hi Afsaanaa Bhi
Raaz Hai Az-zameen Taagagan Zindagi

Ye Hi Mahfil Bhi Hangama Sannata Bhi
Khud Hi Sanjeeda Khud Baankpan Zindagi

Zindagi Hai Ke Paani Ka Ik Bulbula
Phir Bhi Hai Kis Qadar Maujzan Zindagi

Hai Yahi Zindagi Aik Phoolon Ki Sej
Aur Kabhi Kaanton Ki Hai Chubhan Zindagi

Aashna Aur Shanasaa Bhi Anjaan Bhi
Baawatan Zindagi Bewatan Zindagi

.. Rekhta Pataulvi

Title: Ik taraf lahlahat chaman zindagi || Hindi latest shayari


mohobbati khayalat || punjabi shayari || sad shayari || lyrical video

sad shayari || punjabi shayari

tur paya sajjna tu vichode de raste nu
aukha na kar lawi dekhi kite jiona..!!
le ke yaadan de silsile ro na dewi
sanu pata eh tethon seh nahio hona..!!
tu door janda janda khud mere kol aawenga
jado bechain jehe nain tenu staunge..!!
mohobbati khayalat te dunghe jazbaat mere
tenu mere kol dekhi le ke aunge..!!

door ho ke na sochi bhulna saukha e
tenu chain nahio auna gall eh sach e..!!
saahan di jgah naam mera le hou
jad haddan vich gaya eh pyar rach e..!!
reh tethon vi nahi hona eh pta e sanu
sunniya rahaan de hanere jad rawaunge..!!
mohobbati khayalat te dunghe jazbaat mere
tenu mere kol dekhi ik din le ke aunge..!!

Title: mohobbati khayalat || punjabi shayari || sad shayari || lyrical video