Skip to content

Ik ishthaar chhaapa hai akhbaar me || life shayari

इक इश्तहार छपा है अखबार में,
खुली सांसे भी बिकने लगी बाज़ार में,
रूह भी निचोड़ ली उसकी,
काट दी ज़बान बेगुनाह की,
मसला कुछ ज़रूरी नहीं,
बस थोड़ी बहस चलती है सरकार में...

Title: Ik ishthaar chhaapa hai akhbaar me || life shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Qabar te abaad likha || maut shayari

Kine bchaya kine kita,
Barbaad likha
Mar k v mai,
Qabar apni te abaad likha
Mar k v mai,
Qabar apni te abaad likha

Title: Qabar te abaad likha || maut shayari


Alfaaz satya ke

Tere aane ki khushi likhi hai meine

Tere hone ka ahesaas likha hai

Teri har baat ka jawaab likha hai meine

Shuru se anth tak tere saath rahene ka ek khubsurat safar likha hain

Teri julfo ka vo savaarna likha hai meine

Teri har aada ka ijhaar likha hai meine

Tere saath rahena likha hai meine

Tera meri zindagi mei hona hi kimti hain isliye rab se koi fariyaad nhi likhi hai meine……

Title: Alfaaz satya ke