Enjoy Every Movement of life!
Nazar ko nazar 👀ki khabar na lage
Koi ascha bhi is kadar na lage😉
Aapko😇 dekha hai bas us nazar se
Jis nazar 👀se aapko 💕 nazar na lage..
नज़र को नज़र 👀की खबर ना लगे
कोई अच्छा भी इस कदर ना लगे😉
आपको😇 देखा है बस उस नज़र से
जिस नज़र👀 से आपको💕 नज़र ना लगे।
Mene dil ko kora kagaz bnaa rakha tha,,
Uspe kuch bhi likhne ko tujhe kalam pkda rakha tha,,
Teri uspe likhi baaton se milta bda sukoon tha,,
Tere jaane k baad pta chla, wo laal rang syaahi ka mera hi khoon tha….
