Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ibaadat kiski kroge || two line Hindi Shayari
Sab gva liya zindagi me agar to HIFAJAT kiski kroge….sab pa liya agar to IBBADAT kiski kroge🤲
सब गवा लिया ज़िंदगी में अगर तो हिफाज़त किसकी करोगे सब पा लिया अगर तो इबादत किसकी करोगे 🤲
Title: Ibaadat kiski kroge || two line Hindi Shayari
Barabari nahi hoti ||sad love
raaton me abb use wo baat nahi hoti
ab pehle jaise har ravivar mulaqat nahi hoti
har baar bichdane ka reason bewafai nahi hoti
uski maa ne mana kardiya shadi se
kehkar
hamari our tumari barabari nahi hoti
