Skip to content

Ik tarfi mohobbat || love hindi shayari

Ik tarfi hi sahi mohobbat zari rahegi
Harenge nahi hum bazi hmari rahegi
Ladenge bidhenge girenge fir sikh bhi jayenge
Tujhse to haar kar bhi hum hi jeet jayenge ❤️

इक तर्फी ही सही मोहोब्बत जारी रहेगी
हारेगें नही हम बाजी हमारी रहेगी
लड़ेगे बिडेगे गिरेंगे फिर सीख भी जाएंगे 
तुझसे तो हार कर भी हम ही जीत जाएंगे ❤️

Title: Ik tarfi mohobbat || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


zindagi barbaad na karda || sad punjabi shayari

eh ishq mere da das ki si kasoor
das taa sahi sajjna tu kaato si mazboor
je idha hi chhadna c taa
tu mere naal pyaar na karda
changi bhali meri zindagi nu barbaad na karda

ਐਹ ਇਸ਼ਕ ਮੇਰੇ ਦਾ ਦਸ ਕੀ ਸੀ ਕਸੂਰ
ਦਸ ਤਾਂ ਸਹੀ ਸਜਣਾਂ ਤੂੰ ਕਾਤੋ ਸੀ ਮਜਬੂਰ
ਜੇ ਇਦਾਂ ਹੀ ਛੱਡਣਾ ਸੀ ਤਾਂ
ਤੂੰ ਮੇਰੇ ਨਾਲ ਪਿਆਰ ਨਾਂ ਕਰਦਾ ਐਹ
ਚੰਗੀ ਭਲੀ ਮੇਰੀ ਜ਼ਿੰਦਗੀ ਨੂੰ ਬਰਬਾਦ ਨਾ ਕਰਦਾ
—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷

Title: zindagi barbaad na karda || sad punjabi shayari


sad whatsapp video status || hindi shayari in female voice || kaash tu zindagi mein aaya na hota

kaash tu zindagi mein kabi aaya na hota
zindagi mein aakr muje pagl bnaya na hota
dene the ansu is ishq k safar mein
to shuruaat mein muje hsaya na hota
pyar kya hai j tune muje smjaya na hota
kaash ye dil mohobbt ka staya na hota
jis pl shuta tha tera hath mere hathon se
kaash vo lamha zindagi mein kabi aaya na hota

Title: sad whatsapp video status || hindi shayari in female voice || kaash tu zindagi mein aaya na hota