Skip to content

importance to rassi || hindi shayari

aaj hi pta hai mujje jindgi jiunga kaashi(nasha krne wala) ki,
pankhae to bohot hai ghar mai ,jrurt toh hai bss rassi ki

Title: importance to rassi || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat se nafrat || sad but true || hindi shayari

Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai….
Teri wajah se meri duniya khabon khayalon mein kho gyi hai
Teri wajah se duniya najron se gayab ho gyi hai
Mere khayal, khwaish Haqeeqat mein tabdil hone ki zid mein aa gyi hai….
Aur jo bajaron mein shan se nikla karte the hum,
Aaj hamari pehchan badal gyi hai ….
Aaj tak hum dil ke mareezon ko yun vyapari bulaya krte the ,
Aaj khud unme shamil hain, yeh kaisi bimari ho gyi hai..
Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai..💔

Title: Mohobbat se nafrat || sad but true || hindi shayari


Tumhara deedar || love hindi shayari

Jo shakhs tere tasawur se hi mehak jaye😍
Socho tumhare deedar mein uska kya hoga🙈

जो शख्स तेरे तसव्वुर से हीे महक जाये😍
सोचो तुम्हारे दीदार में उसका क्या होगा🙈

Title: Tumhara deedar || love hindi shayari